উস রাহ পার
English
Hum Kyun Chalein Us Raah Par Jis Raah Par Sab Hi Chalein
Kyun Na Chunein Woh Raasta Jis Par Nahin Koi Gaya
Dil udaas nazrein udaas Dil-bar nahin
gar aas paas Din raat aah bharna
Aur be-qaraar rehna
Yeh khel hi be-kaar hai
Kuchh bhi nahin angaar hai Is aag mein jalein kyun
Pal pal jiyen marein kyun
Hum Kyun Chalein Us Raah Par
Jis Raah Par Sab Hi Chalein
Hum Kyun Chalein Us Raah Par
Jis Raah Par Sab Hi Chalein
Kyun Na Chunein Woh Raasta
Jis Par Nahin Koi Gaya
Bas dekhne ki baat hai
Ik 'ishq kya hain hazaar 'ishq
Laakhon sanam chhupe hain
Aur raah dekhte hain
Chalo 'ishq ka kaha maan kar
Apna sanam pehchaan kar
Kisi aise rang rang jaayein
Sab se judaa nazar aayein
Hum Kyun Chalein Us Raah Par
Jis Raah Par Sab Hi Chalein
Hum Kyun Chalein Us Raah Par
Jis Raah Par Sab Hi Chalein
Kyun Na Chunein Woh Raasta
Jis Par Nahin Koi Gaya
নাশীদ স্টেশন সমর্থন করুন
আমরা বড় বিনিয়োগকারীদের দ্বারা সমর্থিত নই - শুধুমাত্র কয়েকজন স্বাধীন ডেভেলপার যারা নাশীদের জন্য একটি পরিষ্কার, বিজ্ঞাপন-মুক্ত প্ল্যাটফর্ম তৈরি করতে চেয়েছিলেন। আপনার দান এই প্রকল্পটিকে জীবিত এবং বর্ধমান রাখতে সাহায্য করে।